पति-पत्नि विरहपीड़ा विनाशक स्त्तोत्रम्

।। पति-पत्नि विरहपीड़ा विना … http://p.ost.im/p/GHXx7

7 Comments

  1. jaanki
    Posted मई 4, 2011 at 8:26 अपराह्न | Permalink

    mere pati dussari aaurat ke chhakar me pad gaye h..hamara ristha kamjor ho raha h..mujhe or mere bacchon ke saath maarpit bhi karte h …

    mujhe koi aasaan uppay bataaye jisse hamare rishte me sudaar ho jaaye….please meri help kare…mera ghar tut raha h …please koi uppay bataaye….

  2. harsh
    Posted जुलाई 12, 2011 at 2:43 अपराह्न | Permalink

    jab bhi kisi bhi prakar ka mantra karta hu sharir main sabhi jagah kanten chubhne lag jate hai.
    kisi bhi prakar ka mantra, strot karta hu, to esa lagta he ki koi badha pahuch raha hai.
    kya yahi pret bhada hai.
    in dino mera vevahik jivan bhi khatam hone ke kagar par hai.
    please help karen. koi mantra, strot kuch bhi batayen.
    harsh

  3. rahul
    Posted अगस्त 8, 2011 at 2:02 पूर्वाह्न | Permalink

    mai ek ladki se pyar karta hu.or usko bahut cahata hu.wo ladki meri puri tarhe ho jaye.or mai us se shaadi krna cahata hu.plz meri help kre.koi acha upye batye.

  4. Posted अगस्त 22, 2011 at 5:41 अपराह्न | Permalink

    mai ne love marrage ki ya h mere wife k ghar wale us nai chod rai h pls yese kuch mantra h jise mere wife k ghar wale khud mere pass la k chood de mere wife ko

  5. harish
    Posted अगस्त 28, 2011 at 10:49 अपराह्न | Permalink

    meri patni may ke me jaker bethi hai 13.08.11 ko janam lajwanti kuch jald se jald wa pass ane ka mantra bataiye

  6. sanjay ojha
    Posted नवम्बर 25, 2011 at 9:02 अपराह्न | Permalink

    meri patni mere bacche ke saath maayke me bethi hai.meri mummy-papa aur bhai bahan ke saath uska aacharan accha nahi hai use aur uske maayke me paison ka ghamand hai jara jara si baat par patni ko maayke bula lete hai meri janam tarikh 11.12.1970 time 23.29 place pratapgarh rajathan hai kripya aisa kuch upay bataye ki wo hamesha ke liye hamari ho jaye.

  7. kanhaiyalal
    Posted दिसम्बर 1, 2011 at 8:04 पूर्वाह्न | Permalink

    Hai bahut darta hu rahta hu logo sai…aisa lagta hai ki logo ke man me bahut bura bura hai…wo kuch mujh sai le lenge, mera un per bus nahi chalega, kuch mujhse chhin lenge …i know this is wrong thinking, but i am in fear always, please help me …..*-


Post a Comment

Required fields are marked *

*
*

Follow

Get every new post delivered to your Inbox.

Join 367 other followers